Friday 11 July 2014

Yagya ki mahima

Yagya ko ishwar ka mukh kaha gya hai .yadi aap kisi murti mei kuch bhi chadhate hai to wah kahan jata hai yah aap ache se samajh sakte hai.....lekin yagya mei di gayo aahuti pure vayumandal mei mil kal prithvi se dyulok tak pahuchti hai.   is yagya ki mahima ko samjhe ev pratidin yagya karein.aaj ke is vyast jeevan shaili mei kam se kam saptah mei ek din yagya karein..evam pratidin ishwar ka dhuan karna na bhoole

No comments:

Post a Comment